Haseen Raat lyrics in Hindi (2022) sung by Dev Negi from the web series Taaza Khabar. The song is written by Rashmi Virag and music composed by Aditya Dev. The video features Bhuvan Bam and Shriya Pilgaonkar
Haseen Raat Song Details
| Song | Haseen Raat |
| Album | Taaza Khabar (2022) |
| Singer | Dev Negi |
| Lyrics | Rashmi Virag |
| Music | Aditya Dev |
| Music Label | BB Ki Vines |
आया है जो भी यहाँ
जाए वो आख़िर कहाँ
दीवानों की क़िस्मत का दाव लगा है
ना जाने क्या होगा, ये पाँव फँसा है
मज़ा है, ये पैसा है कैसा नशा
मेरी जाँ...
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
इस हसीन रात में होने वाला है कुछ तो यहाँ
Dollar से भी ऊँचा अपना collar
ना कोई degree, ना scholar
अपना है अलग zone हाँ
हो, Euro के आगे जितने भी zero
उससे भी बढ़कर मैं hero
अपनी है अलग tone हाँ
ये सारे के सारे colour बेवफ़ा हैं
कहीं ना मज़ा जो हरे में मज़ा है
मुझे जो मिला है
है उसमें उसी की रज़ा
इस हसीन रात में
होने वाला है कुछ तो यहाँ
इस हसीन रात में
होने वाला है कुछ तो यहाँ
Aaya, Hai Jo Bhi Yahaan
Jaaye, Wo Aakhir Kahaan
Deewano, Ki Kismat
Ka Daav, Lagaa Hai
Na Jaane, Kya Hoga
Yeh Paav, Phansa Hai
Maza Hai, Yeh Paisa
Hai Kaisa, Nasha Meri Jaan
Is Haseen Raat Mein
Hone Wala Hai Kuchh To Yahaan
Is Haseen Raat Mein
Hone Wala Hai Kuchh To Yahaan
Dollar, Se Bhi Uncha Apna Collar
Na Koyi Degree Na Scholar
Apna Hai Alag Zone Haan
Ho…
Euro, Ke Aage Jitne Bhi Zero
Usse Bhi Badkar Main Hero
Apni Hai Alag TONE Haan
Yeh Saare Ke Saare
Colour Bewafa Hain
Kahin Na Maza Jo
Haarne Mein Maza Hai
Mujhe Jo Mila Hai
Hai Usmein Usi Ki Razaa
Is Haseen Raat Mein
Hone Wala Hai Kuchh To Yahaan
Is Haseen Raat Mein
Hone Wala Hai Kuchh To Yahaan