Yaad Aati Nahin (2022) lyrics in Hindi: The Hindi song sung by Pawan Singh, and music composed by Salim Sulaiman, while Pawan Singh has written Yaad Aati Nahin lyrics

Yaad Aati Nahin Song Details

Song Yaad Aati Nahin
Album Yaad Aati Nahin
Singer Pawan Singh
Lyrics Pawan Singh
Music Salim Sulaiman
Music Label Salim Sulaiman

हो याद आए वो पल संग तेरे गुज़ारे
तुम हो गये किसिके हम अब भी है तुम्हारे
हो याद आए वो पल संग तेरे गुज़ारे
तुम हो गये किसिके हम अब भी है तुम्हारे

तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं है
तुम्हे भूल पाना मुमकिन नही

मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुम को मेरी याद आती नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नही
और तुम को मेरी याद आती नही

हो भी जाए किसी से चाहत अगर
ढूँडेंगे तुमको ही उसमे मगर
दिल की बेताबियाँ ज़िंदा भी हो तो
तुम ना मिलॉगी सारी उमर

दिल तोड़ के मेरा क्यूँ हो गये पराए
नम होती है ये आँखें
नाम तेरा जब भी आए

हो तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं है
तुम्हे भूल पाना मुमकिन नहीं

मेरे दिल से तेरी याद जाती नहीं
और तुमको मेरी याद आती नहीं
मेरे दिल से तेरी याद जाती नही
और तुमको मेरी याद आती नही
याद आती नही
और तुमको मेरी याद आती नही


Ho Yaad Aaye Woh Pal Sang Tere Guzaare
Tum Ho Gaye Kisike Hum Ab Bhi Hai Tumhare
Ho Yaad Aaye Woh Pal Sang Tere Guzaare
Tum Ho Gaye Kisike Hum Ab Bhi Hai Tumhare

Tumhe Bhool Paana Mumkin Nahin Hai
Tumhe Bhool Paana Mumkin Nahi

Mere Dil Se Teri Yaad Jaati Nahin
Aur Tum Ko Meri Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri Yaad Jaati Nahi
Aur Tum Ko Meri Yaad Aati Nahi

Ho Bhi Jaaye Kisi Se Chaahat Agar
Dhoondenge Tumko Hi Usme Magar
Dil Ki Betaabiyan Zinda Bhi Ho Toh
Tum Na Milogi Saari Umar

Dil Tod Ke Mera Kyun Ho Gaye Paraye
Nam Hoti Hai Yeh Aankhein
Naam Tera Jab Bhi Aaye

Ho Tumhe Bhool Paana Mumkin Nahin Hai
Tumhe Bhool Paana Mumkin Nahin

Mere Dil Se Teri Yaad Jaati Nahin
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahin
Mere Dil Se Teri Yaad Jaati Nahi
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahi
Yaad Aati Nahi
Aur Tumko Meri Yaad Aati Nahi
Previous Post Next Post